Friday, October 20, 2006

Is duniya main do type ke log hain

Is duniya main do type ke log hain –
Ek jinke paas internet hai
Aur doosre jinke paas nahin hai


Kisi ka kaam bhari dhoop main nikalkar dar dar thokre khane se shuru hota hai to kisi ka internet par ek site se dusri site par bhatakne se hota hai… dono bhale hi alag alag kaam karte hon physically, chitt ka state to ek jaisa hi hota hai!

Dono ke paas hi kaam nahi hota hai.. lekin ek paas internet to dusre ke paas introspection hota hai!

Kisi ke liye search matlab google hota hai to kisi ke liye search matlab akhbaar ka classified hota hai!

Koi roz apne doston ko scrap karta hai to koi apne ghar ke samaan se scrap alag karta hai!! Koi har waqt scrap ke liye aaturta se intezaar karte hain to koi bhagwaan se yahi prathna karte hain ki koi scrap naa ho!

Kisi ke liye school ke dost meelon door hain to kisi ke liye bas ek click hi kaafi hai… fir bhi dono ke liye faasle to utne hi hain!

Koi budha apni pension ke liye lambi kataar main khada rehta hai to koi jawaan online banking se hi mahine bhar ke Kharche kar leta hai.

Koi baniya roz subah 7 baje khol leta hai apni dukaan to kisi ki dukaan kabhi band hi nahin hoti…

Kisike liye internet zindagi hai to kisike liye apno ka saath jaroori hai..

Lagta hai kabhi ki internet humein paas le aaya hai
Yaa fir utna hi akela bhi kar diya hai!

Lagta hai jitna internet ne humein express karne ke liye space di hai
Utne expressions bhi de diye baatne ko.

Jitna internet ne fast kiya hai communication
Utna door bhi humko kiya hai
©Sweta Gupta

Tuesday, October 10, 2006

To be or Not to be

Its so many times there is a fight between our own selves. We cannot decide what is right for ourself – when all options seem to be correct. It’s like opening one of the doors from many doors and walking into it – uncertain of the path ahead. I have composed this poem on such moments in life.

‘Will you take me to the open sky
Where I am free to gaze around
Walk on the lands lush green
And smell every flower?’

‘Yes Mam, we will lead you to the blues
Where with flowers you can play
And enjoy the nature’
Chorused all the doors.

Selection became easier indeed
All doors give me the same blue sky!
Then a painful doubt struck
Why the hell they are here?

Seeing me perplexed,
Exclaimed the yellow one
Like the various rivers small
We empty to the ocean!

Ahh… the sky is at the end
Will have to walk there down
Different paths they may have
Through the forests and towns.

©Sweta Gupta